Teri Aankhon Mein Lyrics - Divya Khosla X Darshan Rawal

Teri Aankhon Mein Lyrics -  Divya Khosla X Darshan Rawal

"Teri Aankhon Mein Lyrics" is the latest Hindi song sung by Darshan Raval, Neha Kakkar. This song has Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri, Rohit Suchanti, while the music of this new song is given by Manan Bhardwaj and Teri Aankhon Mein Lyrics written by Kumaar.

Teri-Aankhon-Mein-Lyrics-Divya Khosla-X-Darshan-Rawal





Song Title :Teri Aankhon Mein
Singer :Darshan Raval & Neha Kakkar 
Music :Manan Bhardwaj
Lyrics :Kumaar
Album :Dil Chahte Ho
Starring :Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri, Rohit Suchanti, Diksha J Singh
Music Label :T-Series


Teri Aankhon Mein Song Lyrics 


Haan kar dena chhoti moti galtion ko maaf

Itna sa bas ehsaan karde

Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan karde


Tu jo hai naraaz meri sansein na chalein

Maan ja tu jeena yeh aasan karde

Tu khol mere dil ko aur lele talashi

Koyi bhi milega na tere siva tere siva


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya


Bhar ke rakhti hoon jeben

Main main dil ki apni

Bol kitna tu maange udhar

Jo main pyaasa ke bundi tu maang to sahi

Bol kitna tu maangega pyar


Baitha hai gussa teri naak pe aise

Thok diya tujhko maine chhod diya jaise

Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise

Nikaal na zuban se aise marne ki baat


Pyar aisa karunga

Ke tu degi shabashi

Misaal main dunga

Apne pyar ki bada


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya


Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein


Tu bole na mujhe kuchh

Aur main sunti rahun

Aise pyar karte karte

Duniya ko chhod doon


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya



Post a Comment

Post ad

article ads

Facebook SDK