Ram Ji Ki Sena Chali Lyrics - Ramayan
Ram Ji Ki Sena Chali Lyrics were written by Ravindra Jain and also sung and music is given by Ravindra Jain and one of the most popular songs of Ramayan serial. This song is based on that when Ramji gives order's to his army to find his wife ( Mata Sita ) and make bridge Ram Setu between Aryavart (India) and Lanka (Sri Lanka) to reach Lanka.
Song Title : | Ram Ji Ki Sena Chali |
Singer : | Ravindra Jain |
Music : | Ravindra Jain |
Lyrics : | Ravindra Jain |
Album: | Ramayan |
Ram Ji Ki Sena Chali Song Lyrics
Har har mahadev, har har mahadev
Jai bhawani jai bhawani,
jai bhawani jai bhawani
Paapiyo ke naash ko, dharma key prakash ko
Ram ji ki sena chali, shri raam ji ki sena chali
Har har mahadev, har har mahadev
Paap anachaar mey, ghor andhakaar mey
Ek nayi jyoti jali, shri ram ji ki sena chali
Nischar hin karengey dhararti, yaha pran hai shri ram ka
Jab tak kaam na puran hoga, naam nahi vishraam kaa
Samaya aa chala nikat raam aur raavan ka sangram ka
Teen lok dhanya hai, devta prasanna hai
Aaj manokaamna fali, ram ji ke sena chali
Har har mahadev, har har mahadev
Ramchandraji ke sang lakshman, kar mey lekar baan chale
Liye vishwaas hridaya mey, sang vir hanuman chale,
Sena sang sugriv, nil nal angad chhati tann chaley
Aagey raghunath hai vir sath sath hai
Ek se ek bali, ram ji ki sena chali
Har har mahadev, har har mahadev